Dosto sab se pahle ham ye jaan lete hai ki sim card lock hai ya nahi aur ye kya kaam aata hai eis ka hamko kya fayda hai.
Yani aap apne sim card pe password laga sakte ho jisse fayda ye hoga ki aapka sim card bina password ke koi bhi eistemal nahi kar payega.
Matlb ki kabhi bhi aap ya koi other person sim card ko phone main dalena ya fir mobile ko off karke on krega to aapko yaha pe password dalna pdega jo aapne sim card pe lagaya tha warna aapka sim card open nhi hoga.
Jo ki 4 digit ka hota hai aur ha aap eis ko yani sim wale pin code ko apne hisab se badal bhi skte ho.
Aapke pas sim ka password yani pin code hoga tabhi aap sim card ko use kar sakte ho wrna use nhi kar sakte ho.
Lekin dosto yaha aap ya koi other person aapke sim card ke pin code 3 baar ya eisse jyada baar galat enter kar dega to aapke sim card main lock lag jayega, jo ki aapse sim card ka puk code mangega joki sim card ki security ke liye banaya gya hai.
Aur ye ham jab bhi new sim card kharidte hai to sath main puk code bhi diya jata hai aur nahi bhi hota hai to aapko sim card wali company ko call karke apni sim card ke puk code ko pata kar sakte ho eis parkar aap apne sim card ko lock laga ke surakshit rakh sakte ho.
PUK code kya hai ?
Dsoto puk(personal unlocking key) ek code hota hai jo sim cards ki security ke liye bana hota hai aur ye 8 digit ka hota hai, ye puk code sim card khridte time jo menual aata hai unke sath main diya hota hai puk code tb kaam aata hai jab,
Hamare sim card main pin code ka lock laga hota hai aur ham un pin code ko sim card main 3 bar se jyada galat enter kar dete hai to waha fir sim card ka lock puk code se hi unlock hota hai.
NOTE :- Agar aap puk code ka bhi jyada baar galat use karte hai to aapka sim card hamesha ke liye bhi block ho skta hai.
Dosto sim card lock ek bahut hi important security feature hai jo aapki mobile ki settings main sucurity option main aasani se mil jayega eis option ki madad se aap apne sim card ko password protected bana sakte ho.
Yani aap apne sim card pe password laga sakte ho jisse fayda ye hoga ki aapka sim card bina password ke koi bhi eistemal nahi kar payega.
Matlb ki kabhi bhi aap ya koi other person sim card ko phone main dalena ya fir mobile ko off karke on krega to aapko yaha pe password dalna pdega jo aapne sim card pe lagaya tha warna aapka sim card open nhi hoga.
Jo ki 4 digit ka hota hai aur ha aap eis ko yani sim wale pin code ko apne hisab se badal bhi skte ho.
Aapke pas sim ka password yani pin code hoga tabhi aap sim card ko use kar sakte ho wrna use nhi kar sakte ho.
Lekin dosto yaha aap ya koi other person aapke sim card ke pin code 3 baar ya eisse jyada baar galat enter kar dega to aapke sim card main lock lag jayega, jo ki aapse sim card ka puk code mangega joki sim card ki security ke liye banaya gya hai.
Aur ye ham jab bhi new sim card kharidte hai to sath main puk code bhi diya jata hai aur nahi bhi hota hai to aapko sim card wali company ko call karke apni sim card ke puk code ko pata kar sakte ho eis parkar aap apne sim card ko lock laga ke surakshit rakh sakte ho.
PUK code kya hai ?
Dsoto puk(personal unlocking key) ek code hota hai jo sim cards ki security ke liye bana hota hai aur ye 8 digit ka hota hai, ye puk code sim card khridte time jo menual aata hai unke sath main diya hota hai puk code tb kaam aata hai jab,
Hamare sim card main pin code ka lock laga hota hai aur ham un pin code ko sim card main 3 bar se jyada galat enter kar dete hai to waha fir sim card ka lock puk code se hi unlock hota hai.
NOTE :- Agar aap puk code ka bhi jyada baar galat use karte hai to aapka sim card hamesha ke liye bhi block ho skta hai.
To dosto umeed hai ki aap sim card lock ko aasani se samjh gye honge ki sim card lock kya kaam aata hai kaise kaam karta hai aur lock lag jaye to kya krna hota hai, ab aapko mai ye bata deta hu ki aakhir sim card ko lock lagaya kaise jata hai.
Sim card ko lock kaise kare (how to lock sim card)?
Dosto sim card ko lock karne ka option aapko apne mobile ki settings main mil jata hai aapko mobile settings main sucurity ke option main jana hota hai aayiye main aapko step by step bata deta hu.
Sabse pahle mobile ki settings main jaye

Iske baad security wale option main click kare, security wale option main aane ke baad yaha aapko set sim lock ka option milega, fir setup sim lock pe click kare
Iske baad aapke mobile main ek se jyada sim card hai to jis sim card main lock lagana hai usko select kare.
Fir aapke samne code dalne ka option aayega to aap apne hisab se 4 digit ka code dale jin ko pin code ke naam se janaa jata hai, fir ok button pe click kare
Ab aapke sim card pe lock lag chuka hai.
Jab bhi aapki sim card kisi dusre mobile main dali jayegi ya fir eisi mobile ko restart kiya jayega to ye pin code jo aapne lagaye hai unko enter karne ke baad hi aapka sim card unlock hoga.
Sim card ke lock ko kaise hataye (how to turn off sim card lock)
Is main jyada kuchh nahi hai bas aapko jo on karne ka trika bataya gya hai usi tarah settings ke option main jana hai aur waha sim card lock ko off kar dena hai eisko off karne ke baad apke sim card ka lock off ho jayega.
NOTE :- To friends yahi tha aaj batane ke liye umeed hai apko di gyi jankari pasand aayi hogi, aur bhi technology related information ke liye hamare websie pe email id enter karke subscribe button par click karke subscribe kar lijiye aur ye bilkul free hai.

एक टिप्पणी भेजें