5G technology kaise kam karta hai
Wireless network main mukhay rup se cell site hote hai jinhe ki sectors main divide kiya gya hota hai jo ki radio waves ke madhayam se data send karte hai.Ye kahana galat nahi hoga ki fourth generation ( 4g ) long term evolution ( lte ) wireless technology ne hi 5g ka foundation taiyar kiya tha jaha 4g main bade high power cell tower ki jarurat hoti hai signals ko radiate karne ke liye longer distance main,
Wahi 5g wireless signals ko transmit karne ke liye bahut sare small cell stations ki jarurat hoti hai jinhe ki chhoti chhoti jagah jaise ki light poles ya building roofs main lagaya ja sakta hai,
Yaha par multiple small cells ka eistemaal eisliye hota hai kyoki ye millimeter wave spectrum main band of spectrum hamesha 30 ghz se 300 ghz ke bhitar hi hoti hai aur chuki 5g main high speeds paida karne ki jarurat hoti hai, jo ki kewal short distance hi travel kar sakta hai eiske alawa ye signals kisi bhi weather aur physical obstacles, jaise ki buildings se aasani se interfere ho sakte hai.
5G technology kaise kam karta hai ?
Yadi ham pahle generation ke wireless technology ki bat kare tab eisme spectrum ki lower-frequency bands ka eistemaal hota tha, eiske sath millimeter wave challenges jisse ki distance aur interference jayada hoti hai, eisse jujhane ke liye wireless industry ne 5g network main lower-frequency spectrum ka eistemaal karne ka socha hai.

Jisse network opreators wus spectrum ka eistemaal kar sake jo ki unke pass pahle se hi maujud hai ek chij hame dhayan rakhna chahiye ki lower-frequency spectrum hamesha jyada distance cover karti hai lekin eisme lower speed aur capacity hoti hai millimeter wave ki tulna main.
NOTE :-
Agar aapko hamara post thoda bhi achha laga ho to comments aur apne dosto ke sath share jarur kijiye.
एक टिप्पणी भेजें